Google Adsense pahle Check and Electronic Funds Transfer (EFT) ke through Adsense Earning ko Payment karta tha, But Adsense ne suvidha diya hai, Ab hum apne paise ko direct bank account me transfar kara sakte hai ''Wire Transfer To Bank'' is service ke madhyam se aap direct apke back account me adsense paisa send karega, But iske liye google adsense par payment method add karna hota hai, To aaj hum is post me step by step batane wale hai kaise app adsense account ko bank se link kar sakte hai, Post ko acche se padh kar follow kare nahi to apki adsense money nahi mil payegi,
Agar aap pahle se hi payment option add kiye hai to acchi bat hai, But aaj hum is post me batane wale hai kaise apna bank account number kaise add kare or SWIFT BIC Code apne bank ka kaise pata karke add kaise google adsense account me payment received karne ke liye, So agar aap ko ye post samjh nahi aaye to aap comment karke puch sakte hai apko fast reply or help kiya jayega,
Sabse Pahle Adsense se Paise kamane ke liye apko website banani hoti hai jo hum btaye blogger par free me website kaise banaye, Ya phir YouTube par channel create karne hote uske baad apni video upload karke monetize karne ke baad adsense se paise kama sakte hai,
Agar apne ye option complete kar liye hai to phir jab apke adsense account me 10$ hote to google adsense address verification hota, Jo adsense account create karte time apne address fill kiye tote uspar adsense ek secret pin code send karta,Agar apko pata nahi adsense pin code kaise verify karte hai to phir ye post padh le,
- How To Verify Google Adsense Address Without PIN Code
- Adsense Account disabled Hone Ke 10 Common Mistakes
- Whats is Google Adsense CPC and CTR in Hindi | How to Increase CTR
Sabse Pahle Adsense se Paise kamane ke liye apko website banani hoti hai jo hum btaye blogger par free me website kaise banaye, Ya phir YouTube par channel create karne hote uske baad apni video upload karke monetize karne ke baad adsense se paise kama sakte hai,
Agar apne ye option complete kar liye hai to phir jab apke adsense account me 10$ hote to google adsense address verification hota, Jo adsense account create karte time apne address fill kiye tote uspar adsense ek secret pin code send karta,Agar apko pata nahi adsense pin code kaise verify karte hai to phir ye post padh le,
Adsense Ko Bank Account Se Jodne ke Liye Kya Kya Chahiye
Sabse pahle to aap ke paas Bank Account hona bahut hi jaruri hai, Uske baad jis bank me apka account hai uska IFSC Code ,Phir SWIFT BIC Code chahiye, Ye 3 Bahot hi important hai ye jo mai apko bataunga aap apne bank ka IFSC Code or SWIFT BIC Code ko kaise pata kar sakte hai, Bahut hi simple or asani se pata kar sakte hai,
Bank IFSC Code Kya Hota Hai Or Kaise Pata Kare Apna IFSC Code
Indian Financial System Code (IFSC) Agar apka account '' SBI, PNB, BOB, Indian Bank, etc koi bhi hai to apko passbook me IFSC Code mil jayega apke bank ka, Phir bhi apke bank IFSC code nahi mile to apne bank or area ka naam likh ka google me search kare mil jayega, Ya phir subse simple tarika hai custom care par phone call kar ke puch le,
SWIFT � BIC Code Kya Hai Aur SWIFT � BIC Code Kaise Pata Kare
society for worldwide interbank financial telecommunication (SWIFT) - BIC ''Business Identifier Codes'' Jo hum international money transfer karne ke liye kaam aata hai, Ya Phir bhar se paise mangwna ke liye swift code ki bahut jarurat hai. Kyo ki hum adsense hume jo money deta hai oh dollor me hota hai, Phir bank wale indian rupees me convert karke humare account me paise transfar kar dete hai,
SWIFT Code se Bank code, Country code, location code,bank branch code ka pata chalta hai, SWIFT Code 11 digit number ka hota hai,
SWIFT Code se Bank code, Country code, location code,bank branch code ka pata chalta hai, SWIFT Code 11 digit number ka hota hai,
SWIFT BIC Code Apne Bank Branch Ka Kaise Pata Kare
Iske liye hum chahe to apne bank me jakar pata kar sakte hai ya phir SWIFT BIC Code avellebal hai ya nahi, Bank costumar care me call karke puch sakte hai, online ghar baithe internet se pata kiya ja sakta jo bahut hi asan hai, Isme mai online apne bank ka swift code pata karne ka tarika detail me batayenge, I hoke aap
- Sabse pahle apko ifscswiftcodes.com website par jana hoga ab apko uppar SWIFT Code likha milega uspar click kare.
- Phir apni county select kare mai india se hu to india par click kiya hu.
- Ab aap ka jis bank me account hai uska bank ka name select kare, Jaise mera state bank of india me hai to state bank select kiya hu.
- Phir apna state select kare.
- Aur Last me city select kare.
- Google AdSense Account Approval Karne Ke Best Idea
- YouTube Se Paise Adhik Kaise Kamaye Secret Tricks
- Online Internet Par Successful Business Kaise Kare OR Rupaya Kaise Kare
- Online SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye
Adsense Account Me Bank Account Number Kaise Add Kare
Dosto jab apke adsense account me 10$ ho jayenge to payment method add kar sakte hai or india me adsense bas Wire Transfer ke through payment karta hai, Apni earing ko direct apne bank account me received kar sakte hai, Jab apke adsense account me 100$ ya ho jayega to adsense apko paise send kare dega, But uske liye aapko adsense me bank link karna hota hai, So mai is post me apko bata raha hu step by step follow kare,
Step. 1 :
1.Sabse pahle apko apne adsense account me login karna hai.
2.Right Side me setting Gear icon hoga uspe click kare.
3. Payment settings par click kare.
"Add a new payment method" par click karne par ek form aayega jisme apni bank detail bharna hai, Par apni bank information ek dam sahi sahi fill kare warna apko adsense se paise receive karne me problem ho sakti hai,
Ab is tarah se adsense payment settings option milega jo pahle se kafi accha look hai, adsense 7 , 8 din pahle apna new look update kiya jo pahle se kafi behtar hai,
Step 2.
- "Bank account holder" Apna naam likhe jo bank me hai (Par is baat ko dhayan rakhe adsense payee name same hona chahiye).
- "Bank Name" Aapka jis bank me account hai uska naam likhe( Agar apka SBI mein hai to full name liye State bank of india ).
- Apne bank ka IFSC code add kare.
- Apni bank ka SWIFT-BIC code likhe.
- Apna bank account number enter kare.
- Ek bar conform karne ke liye phir apna bank account number same likhe.
- Ab sari setting ko ek bar acche se cheek karke Save niche likha hoga us pe click kare
Finley successfully apke google adsense account me apka bank link ho gya, Ab har mahineme ke 22 ya 30 tarikh ke beech mein apko adsense payment send kar dega,
I hoke ki apko ye adsense account me bank detail kaise bharte hai iske bare me puri jankari mil gayi hogi, Agar aap ko adsense payment se related koi bhi question hai to aap niche comment box hai usme comment karke puch sakte hai jaldi apko reply kiya jayega, Thank You!