Namskar dosto ye post bahut hi important hai, Agar aap whatsapp use karte hai or apko pata nahi hai whatsapp par video call activation kaise kiya jata hai, To aaj mai is post me details me batane wala hu whatsapp par video call kaise karte hai,
Apne bahut se tricks dhundhe honge whatsaap video calling karne ke liye jisme aapko sab fake milta hoga but whatsapp beta version launch kar diya jiski madad se bahut hi asani se aap free me video call kar sakte hai,
Whatsapp user per day badhte jaa rahe hai isko dhyan me rakhte huye whatsapps ne bahut sare feature pahle update kar diya tha,Jaise messages, photos, videos,documents, and voice calling jaise suvidha, Ab usme video callings suvidha update kiya jise hum apne friends family ko live video calling kar sakte hai,

- Whatsapp Bin SimCard Ke Kaise Use Kare
- Android Phone Me 2 Whatsapp Kaise Use Kare
- Laptops Me Whatsapp Kaise Cahlaye
Whatsapp Video Call Activation Karne ka Tarika Step by Step Follow Kare
Sabse pahle check karna hai apka whatsapp version kon hai uske liye aap whatsapp setting me jaye, Uske baad About and help Phir About par click kare whatsapp messenger version dikhega 2.16 se kam hai, apke me video call nahi ho sakta hai, Uske liye aapko whatsapp latest version update karna hoga,Agar aap ka latest verion hai or call karne par apke dost ka old to ye message show hoga,
Whatsapp Beta Tester Downloads Kare
Whatsapp beta apne smartphone me use karne ke liye sabse pahle apko google play stor me jana hoga, or apna whatsapp update kare,
Whatsapp beta testing program jo launch karne se pahle user ko diya jata jise user use karke batate hai kaisa kaam kar raha hai koi problem to nahi agar sab kuch acha rahta hai to officially launch kar diya jata hai,
Finally jab apka whatsapp update hone ke bad jab aap calling button par click karte hai to voice call ke niche apko video call ka otion milega, Phir aap kaha se kisi prsion ko video calling kar sakte hai,
I hope ki aap ka pata chal gaya hoga whatsapp video call kaise karte hai, Agar koi problem aati hai to comment karke batay jaldi hi apki help kiya jayega, Thank You!