Namskar dosto ! Aaj hum apke liye Top 10 video editing software collection karne ke baad batane wale hai jiske help se aap ek professional video editing computer or laptop me bahut hi asani se edit kar sakte hai,
Video editing work aaj ke time me thoda bahut har koi karna chahta hai chahe personal video ho ya tutorials banani ho video editing software ke bina nahi ho sakta so aaj hum is post me free or paid video mixing software name share karne wale hai, Aise to apko google par search karenge toh bahut sare software free video editing ke mil jayege, But mai khud ek youtuber hu or video edit karte hai mujhe jo video editing application acha lagata aur aap easy tarika se use kar sakte hai to share karne ja raha hu,best professional video editing software or top free video editing software windows 32 bit Win 64 Bit Ke liye kaise download kare,
1. Adobe Premier Pro :- Adobe premiere update hone par adobe premier pro ek bahut hi accha video photo audio editing software hai, Adobe premiere plugin agal se install karke apne project or editing ko ek professional look de sakte hai, Isme aap multiple video or audio timeline create kar sakte hai,
Adobe premiere plugin jaise Boris fx, EditPoint-hfx, Final Effect, Indian Efact,Hollywood Gold, Hollywood Fx, Pinnacle Hollywood fx pro, Pixelan spicemaster, Xplode etc support karte hai, Ye maine used kiya hai apne video movies editing ke liye to mujhe sabse best video mixing software laga, Soo aap official website se FREE trial download kar sakte hai aur aap ko acha lage to kharid le,
3. Filmora Wondershare Video Editor :- Filmora Best video editing software hai, Ye mujhe kafi useful lagta hai, Aur isme video background chenge karna bahut essy hai, Isko apne smartphone or Windows donoi me use kar sakte ho, Filmora Title text animated support karta hai designed filters isme apni video edit karke best look de sakt hai,
Video editing work aaj ke time me thoda bahut har koi karna chahta hai chahe personal video ho ya tutorials banani ho video editing software ke bina nahi ho sakta so aaj hum is post me free or paid video mixing software name share karne wale hai, Aise to apko google par search karenge toh bahut sare software free video editing ke mil jayege, But mai khud ek youtuber hu or video edit karte hai mujhe jo video editing application acha lagata aur aap easy tarika se use kar sakte hai to share karne ja raha hu,best professional video editing software or top free video editing software windows 32 bit Win 64 Bit Ke liye kaise download kare,
- 10 Best Free Android New Games 2016 | ????? ??? ???????? ????? ??????? ????
- Camtasia Studio Se Screen Recording Kaise Kare
- Free Me Photo Kaise Download Kare Blog Post Ke Liye
- Computer Ke Bare me Top 9 Important Batain
1. Adobe Premier Pro :- Adobe premiere update hone par adobe premier pro ek bahut hi accha video photo audio editing software hai, Adobe premiere plugin agal se install karke apne project or editing ko ek professional look de sakte hai, Isme aap multiple video or audio timeline create kar sakte hai,
Adobe premiere plugin jaise Boris fx, EditPoint-hfx, Final Effect, Indian Efact,Hollywood Gold, Hollywood Fx, Pinnacle Hollywood fx pro, Pixelan spicemaster, Xplode etc support karte hai, Ye maine used kiya hai apne video movies editing ke liye to mujhe sabse best video mixing software laga, Soo aap official website se FREE trial download kar sakte hai aur aap ko acha lage to kharid le,
2. AVS Video Editor:- AVS video editor bahut hi acha video editors software is software ko hum 2012 me use kiye mujhe bahut hi best laga, Agar aap ek beginners hai or video editing ke bare me kuch nahi pata hai to phir ye application apke liye best hai,
Agar apko apne laptops se video capture karna hai to isme function mil jayega Ya PC ka screen capture karni hai to ye option isme diya hai or kafi acha hai, MPG,AVI, MKV,FLV,AMV, etc video file import kar sakte hai, Output AVI,MPEG,MP4 etc option diya hai, Video effect Transition kafi acha acha diya hai aap ise trail use kar sakte hai avs4u.com official website se,3. Filmora Wondershare Video Editor :- Filmora Best video editing software hai, Ye mujhe kafi useful lagta hai, Aur isme video background chenge karna bahut essy hai, Isko apne smartphone or Windows donoi me use kar sakte ho, Filmora Title text animated support karta hai designed filters isme apni video edit karke best look de sakt hai,
4. Windows Movie Maker:- Windows movies maker ko use karna sabse asan or simple hai, Isme aap beautiful video create kar sakte hai, Users friendly interface look hain Windows movie maker microsoft ka hai or isme beautiful transitions set kar payenge, Ye sare windows me work karta hai aur isme HD Video track support audio timeline display par show hoga, windows movie maker free download karke Use kare agar aap ko acha lage to aap buy kar le,
5. Sony Vegas :- Sony Vegas Pro Download karke aap try kar sakte ho, Ye apko official website par trail mil jayega, Sony Vegas Pro Latest Version 13.0.453 apne windows me install karke professional video movies editor ban sakte use karke, VEGAS movie maker studio overall setting ka option diya gya hai, Beautiful special video 3D effect HD video output image text animation transition easily optimization kar sakte hai,
6. Cyberlink PowerDirector :- Cyberlink PowerDirector isme bhi professional feature option milega video movies 3D create kar sakte hai, Power Isme bahut sare feature mil jayega video effect audio editors, voice recording text subtitle animator multiple video track level add best video project bana sakte hai, Official website se Free 30-day PowerDirector Ultra Trial Download kare aur aap ko asan lage use karna to is software ko kharid le,
7. Nero Video Editor 2017:- Apne nero 2017 multimedia software ka to naam sune honge, Nero se ISO IMAGE Software banane ke liye bahut acha hai, But mai btana chahta hu isme use acha video editing bhi kiya jata hai CD-DVD Poster Cover Image Editings kiya jata hai, Nero free download kare for wins 7, XP, VISTA Sabme support karta hai, Yeh ek bahut hi accha video editing application but iska dam bahut hi adhik hai o aap trail download kare aur lage apko ye software e jade labh milegi tabhi hi kharide official Website se
8. VideoPad Video Editor:- Video editing software isko koi bhi use kar sakta isme aapko bahut sare feature mil jayege videopad size 5MB hai lekin bahut hi mast video editor easy to use hai,Yeh windows me kam karega full transitions or visual effects create kar sakte DVD, HD,YouTube etc ke liye, Aur apne video ko simply edit karke share kar sakte hai friends & family ko, Lekin Commercial use nahi kar payenge, HD Video any video file format avi,wmv,mp4.MPEG or export HD karne ka option diya hai,
9. Pinnacle Studio:- Pinnacle Studio ye bhi acha application video editors ke liye,Pinnacle Studio win me support karega latest feature update mil jayega video editing ke liye 1 se Adhik video timeline add kare best transition or effect motion templates milegi jise apne video ko good looking de sakte hai, pinnacle studio video editing ke liye good hai, Official website par download karke 30 din use kare jab apko lage ye apke liye kafi helpful editing application hai to online buy now karle,
10. Corel VideoStudio Pro X7 :- Download Corel VideoStudio Pro X7 8.5 Best Editors application Win32 bit me work karega great looking ad-multi track fast produce video website SIze 300mb se adhik to function me bhut aha diya hai,
I Hope ki agar aap video editing me interest rakhte hai toh isse accha best professional video editing software mere hisab nahi milega, top video editing software beginners ke liye acha rahega aap trail use kare job professional video editing aaye tabhi software ko kharid, Agar aap acha editing karna jan jaege to is application se digital video bana sakte hai,
So agar apko koi problem aaye to comment karke bataye, Is posto apne dosto ke shath share kare, Thank You!