Latest Tweets

header ads

Multiple Youtube Channel EK Gmail Account Kaise Banaye - ??????? ?? ???? ???? ?????

Aaj mai apko batane wala hu ek gmail id se youtube par kitne channel create kar sakte, Ek account se youtube multiple channel bana sakte koi limit nahi hai Lekin sabse liye alag google page channer art sab alag alag upload karna hoga, Bahut log youtube par multiple channel create karke lakho rupye monthly earn karte hai, Ye koi muskil kam nahi hai bas hard work karne ki jarurat hai, Strating me thora time lagta hai youtube se earaning karne me lekin  kuch din bad jab paise milne strat ho jayenge to work karne me bhi acha lagne lagega,  Mera already youtube account me 3 channel banaye hain,
Aap sabhi channel ko ek sath jod kar monetize karke paise kama sakte ho, Lekin uske liye sabhi youtube channel verify karana hoga Nut uske lie 1 phone number se 2 hi channel verify kara sakte ho,
So agar aap ek Gmail ID se Bahut sare Youtube channel Create kana hai to Post ko dhayan se padhe..,







How To Create Multiple Youtube Channe

Kuch saal pehle 2013 ya 2014 se aap apne ek hi gmail account se bahut sare channel bana sakte hai Chaliye sikhate hai youtube par channel banaye,

How To Create Multiple YouTube Channels One Gmail Id

Step. 1
  • Sabse Pahle Youtube Me Gmail ID Se Log In Kare
  • Apne Profile par click karne ke baad apka channel show karega
  • Ab Youtube Settings Par Click Kare
 Create Multiple YouTube Channels
Step. 2
  • Account Settings Ke Niche Overviews Aaap option Milega
  • See all my channel  or create new channel par click kare
  • Phir Apne Sare channel show karega
Youtube Channel Overviews Photos

Step. 3 
  • Jisme Sabse Upar Likha Hoga Create a New Channel Par Click Kare
Step. 4
  • Apne channel ka naam likhe (Ho sakta hai youtube par pahle se jo apne naam select kiya ho kisi ne banaya toh is baat par dhyan de)
  • Category select kar  agar nahi mile to others kar de
  • I Agree Par Tic Mark Kare
  • Phir Done Kare De

How To Create a New Youtube Channel


I hope apka youtube channel successfully creat ho jayega, Jisse settings icon par click karke dekh sakte ho,
youtube channel successfully




Jaise ki aap dekh sakte Hindi Video Ke naam se maine channel banaya or ban gaya hai. Ho skta hai apka channel verify nahi ho to verify ka option aayega phir verification karke, Phir aap youtube monetization karke paise earn kar sakte



Note:-    

YouTube par channel banna koi badi bat nahi hai, Agar apko lagta hai 2 se 3 channel manage karke chala sakte or iske liye apko bahut time youtube denga hoga, Agar aap hard work karne ke liye taiyar hai to phir multiple channel bana kar paise kama sakte hai,
Main umeed karta hu is post se apko bahut help milega, Agar koi sawal ya sujhav hai to niche comment box me bataye..,