Hello Visitor Agar Youtube pe kaam karte hai or video ko kaise ranking kiya jata hai nahi pata hai to ye post jarur padhe mai isme badi hi asani se ye bataya gaya hai ki Youtube video ko kaise ranking me laya jata hai.
Youtube par apna video ranking karne ke liye kyon zaroori hota hai Youtube se apar earing karte hai to jeetna video viewer milega utna hi adhik earning badhegi, Par iske liye video ko top par lane ke liye video ko rank karna bahut jaruri hota hai.
Ise pahle hi maine youtube ke bare me bahut sare post kiya jaise channel ke subscriber kaise badhaye agar nahi pata hai to padhe,
Video ko top ranking lane ke liye hum is post me ek software ki madad se batayenge ki kaise video rank kiya jata hai.

Youtube Video Rank Kya Hota Hai
Jab hum koi video upload karte hai or search result me aaye video acha position me ho optimization acha kiya gaya ho to is hum ranking kah sakte hai, Par iske liye bahut mehnat karni parti hai aise koi apne video ko top position par nahi la sakta hai, Aaye jaan lete hain kaise kiya jaye.Agr video ache position par nahi aaye to koi faida nahi hai youtube par kaam karne ka isme hum must idea dene wala hu video ko kaise ranking kiya jata hai or top rankin par laye jate hai. Agra nahi pata hai to phir step bye step follow kare.
Tube Rank Jeet Se Kaise Video Ranking Kiya Jata Hai
Dost yeh ek bahut hi acha software hai video ko rank karne ke liye isme apne video se related keyword used karke analyze kar sakte hai us keyword ki postion kya hai jo aapne video ke liye choos liya hai, Is software ko use karna bahut hi aasan or simply chaliye start karte hai.
Sabse pahle Tube rank jeet 3 mb Ka Hai download karne ke liye click kare
Ab aapke saamne kuch is tarah ka interface najar aayega .
Step 1.
Ab aapke saamne kuch is tarah ka interface najar aayega .
Step 1.
1. Yeha par video title keyword likhe jo apne video ka rakhna chahte hai
2. No. of video analyze,
3. Go kar de
Uske bad aapke same jeetna video ka no. diya hai uska results so kar dega. Video compilation or analysis do option hoga niche.
Step 2
Analysis Par click kare to ye option open ho jayega
Yeha par top Mere Title Se Related top 10 video show kar raha hai unse mai competition kiya hai jinme se mujhe 85% mila hai. Kahne ka matlb ye hai ki jab aap youtube par video upload kare to uske pehle isem aap us title ka ranking dekh sakte hai
Video ki Ranking Badhane Ke Liye ye sab follow kare
- Video ka title rakhe apne
- Video Description likhe jisme aap facebook or website ho uska link juror add kare
- Tags De, Jo aapka tittle hoga use related tag niche show karega select kare
- Video Category chun le
- Get my score kare.
Ye Kuch Youtube Se Related Post Jarur Padhe
Ab aapka score samne dikhai dega agar acha raha score to use copy kare or apne video me used kare is tarah se aap ke youtube video ki ranking acha mil sakta hai or video viewer adhik honge,
Is post me maine bataya hai ki kaise apne new video ko youtube par ranking de sakte hai agr koi sawaal hai to comment kare . Post acha laga ho to please share kare apne dosto ke satha aap mujhe social media par follow kar sakte hai.