Kya aap janna chahte hai ki Youtube Pe Subscriber Kaise Badhaye jate hai phir ye post ache se padhe. Hello is post me apko batane wale hai kaise youtube par adhik se adhik subscribe badhane ke jabardast tips denge. Jaise ki paise kamane ke mamle me youtube bahut acha site hai ispar apni video bana kar upload karte hai. Par kamayi bahut kam hoti hai eska sabse bada karna ye hai ki aapko youtube channel par subscriber kam hote hai. Jitna ye subscriber hoga video jade view hoga or earning jade hoti.
Maine iske bare me pahle hi btaya hai kaise apna youtube par channel create kare, youtube channel banane ke bad use verify karna bahut hi jaruri hai.
Maine iske bare me pahle hi btaya hai kaise apna youtube par channel create kare, youtube channel banane ke bad use verify karna bahut hi jaruri hai.
Youtube Subscriber Badhane Kyo Badhana Chahiye
Agar ap youtube ke jariye paisa adhik kamana chahte hai to uski hume jarurat hoti hai. Kyon Ki jitna adhik subscriber honge video view adhik milga ise earning bhi acha hoga. Hum pehle bhi bataye hai ki youtube se paise kaise kamaye jaye agar nahi pata hai to post ko padh le.
Youtube Pe Subscriber Badhane Ke Top 5 Tips
1. Youtube Channel Me Features Video Playlist Add Kare
Featured video playlist add karne ke bahut faide hota hai. Isme jab apki koi video search me aaya or koi visitor dekh raha to aap ke agale video show karega. Phir aap ke agale video dekhne lagega acha laga to subscribe kar sakta hai. Uske liye sabse pahle youtube features par
jaye.
Phir Channel me Features Content par click kar de. To kuch is parkar dikhega
Isme aapko 2 option kisi ek select kar sakte hai. Most recent upload par click kar ke Save kar de.
Display time set kar sakte hai iske baad agar chahte hai koi aap ki video dekhi to 15 second dbad agale video ka informetion mile to set kar de.
2. 30 se 40 Second Ki Channel Introduction Video Banaye
Agar aapko animation aati hai to apne youtube channel ke liye ek trailer video banaye chota sa or bataiye ki aap apne channel me kya kya aplode karte hai kis jich ka information share karte hai. Agar channel trailer nanae nahi aati hai to online bana sakte hai bahut aise site hai jaha free me youtube trailer video banaye jate hai.
Iska bahut bar faida ye hai agar koi aapke channel par jaye or subscribe nahi kiya ho to trailer video automatic play ho jata hai or viewer ko apke channel ke bare me malum ho jata hai. Video trailer online banane ke liye click kare.
3. Apne Channel Se Relate Channel Subscribe Kare or Comment
Jis topic pe YouTube channel hai apaka use relate video dekhen or subscribers kare. Phir comment kare ye bahut hi inportent hai kisi ke channel pe or apne channel ka link jarur add karen iska bahut bara faida hoga jab ko comments dekhta hai to direct apke video par jayega usme aap ke link open karne ka chance rahta hai or phir video is tarah se subscribers mil sakte hai. Ye best trick hai youtube parde 100 subscriber badhane ka ise aapko
4. Post Useful Keyword And Content
Iska matlb jab bhi aap apni video upload kare to use acha keyword used kare likhe. Aapne aksar youtube ke jab video search karte hai to jarur use How To Keyword likhte honge. Apne video ki ranking or subscriber badhane hai to Keyword How To Use Kare. Video Me Description jarur likhe or video ko tag de. kabhi bhi copyright video upload nahi kare or koi keyword. Agar website ya blog hai to video ads kare apne channel. Apne viewer par adhik ho jayenge or jitna adhik viewer rahenge youtuber utna hi subscriber badhenge.
5. Channel Subscriber Button Add Kare
Ye bahut jaruri hai ki aap apne video par ek channel button add kare. Iska ye best faida hai ki jab aap ki video ko koi dekhta hai to use subscriber ka option dikhta hai or direct subscribe kar lega. Maine pahle hi bataya hu kaise adds karte hai agar nahi pata hai to post padhe.
Youtube Se Related Kuch Zaroori Bate Jarur Padhe Inhe
Apne Youtube channel Art or behtrin design kare, Channel Description me apne channel se bare me likhe. Kya kya provide karte hai channel kis ke bare hai aap viewer ko kya kya jankari share karte apne video ke madhyam se. Social link ads kare Facebook Twitter Google plus etc..Agar koi subscriber sawaal karta hai to uska reply fast kare kyunki aise user apke channel par bane rahenge .
Daily jitna ho skate new video upload kare. Video me Custom Thumbnail bana kar used Kare. Video achi quality ka hona chahiye Video ko jitna ho sake share kar.
Agar ye sab ache se follow karte hai to youtube subscriber increase honge or apki video adhik viewer hoga earnich bi acha milga.
Agar ye sab follow karte hai hai to kam se kam aap ko 50 se 100 subscriber par day mil sakte hai To soch kya rahe apne channel ko ek professional look de.
Is post me maine aapko 5 tips diya kaise apne youtube subscriber badhane. Agar kam karte hai youtube or video view nahi mil raha hai to ye sab step follow kare apki channel par subscribe or view badh jayega.
?? ?????? ???? ?? ???? ???? ????? ????? ??? ???? , ?? ?? ????? ?? ???? ???? ??? ???? ????? ?? ??? , ??? ???? ?? ??? ??? ???? ?? ?? ?????? ??? ???? ???? ????? ???? ?????? ???? ??,