Latest Tweets

header ads

YouTube Se Video Kaise Download Karte Hai - ??????? ?????? ??????? ??? ???? ???????? ??

Youtube se video kaise download karts hai puri jankari dene wala hu. Jaise ki aapko pata hoga agar hum koi bhi video dekhna ho to YouTube ka istemal large hai. yahan par har prakar ki video mil jayegi chahe oh education se related ho ya phir intertenmat ya phir kuch sikhna ho. Sab video yaha par mil jata hai.
Par sochte hai kas ye video download karke bad me dekhte. Phir download ka to options hi nahi aata hai aise me kare to kya kare. Time na hone me karan video ban karna parta hai.

YouTube Par Sabhi Video Kyo Mil Jate Hai


Aapko pata hoga ki YouTube par video upload kar ke paisa kamana bahut hi aasan. uske liye sabse pahle apko ek channel banana padta hai isliye adhikater log apna video bana kar upload karte hai. Phir monetization kar ke use paise kamate hain.
Maine iske bare me pahle hi bata hu aap unko bhi padhe or apne video se earing kare



YouTube Video Kyo Download Karte

Yaha par aapko agar kisi topic ke popular video ko dekhna chahte hai to # lagakar search kare use related video bahut sari mil jati hai.
Bahut bar aisa bhi hota hai jab hum video dekhte hai or net ka speed slow hota hai jiske karan video ruk - ruk kar chalta hai. Agar net sahi bhi ho to time nahi milta hai live youtube video watch kar.
Khair ojah koi bhi ho jaaye jaan lete hain kaise bina software ke videos download karte hai.


 

Bina Kisi Download Manager Ke YouTube Video Kaise Download Kare.


Aise to video download karne ke bahut sare software mil jayenge. Lekin har koi software free me mile ye koi jaruri nahi hai. Mai jo bata raha hu ye bahut hi acha or simple hai ise bina kisi software se aap download kar sakte hai.

Step 1. Sabse pahle aap youtube par jaye ab jo video download karna chate hai open kare.

Step 2. Ab apko video download karna hai us video ke URL me WWW KE BAD SS likhna hai. Or INTER DABANA HAI 


Download video save form se


Step 3. Yeha par bahut sari video quality dikhega ab aapko jis type ka video download karna hai kar sakte hai



Koi video kaise download karte hai bina software ke

Yaha par video aapok download hona start ho jayega.



:-) Kuch Extra Jankari Jane

Dailymotion , Facebook , Vimeo , Jaise Site Ka Video Kaise Download Karte Hai Bina Software Ke


Ab apke samne SaveFrom,net ka official website open hoga oha par video ka url dale or download par click kare de video load honi start ho jayega.


Koi video kaise download kare
Ad jaise hi url dal kar inter karnage video download ka option khul jayega or aap bahut hi asani se kar sakte hai.



To hai na youtube se video download karna bahut hi aasan agar aapko koi problem aati hai to mujhe comment kare or bataye. Agar aapko mera post acha laga hai to please niche diye gaye social link ko share kare taaki apke friend ko bhi help mile.