Blogger ke sabhi post me adsense ad code kaise lagaye full information share kar raha hu, Google adsense account holder user blogger par website create kiye aur maloom nahi hai kaise adsense ads code sabhi post ke andar show karaye aur iska kya faida hota hai,
Newbies adsense user ki problem sabse adhik adsense earnings kam hoti iski wajah kya hai comment karke puchte rehte,Bahut newly blogger user aisa jiske blog par 500 HAJAR SE 10 HAJAR Visitor aate but earnings $3 se 4$ hi karte iska wajha adsense ke bare me sahi jankari nahi hona hai, Adsense ads placement ke bare me achhi jankari hona chahiye jise daily $40 - $50$ (Dolor) adsense online earrings kar sake only 5K pageviews par but depend karta traffic blog par,
- Website Me Post Title Ke Niche Adsense Ads Kaise Lagaye
- New Adsense Account Kaise Bnaye
- Google Adsense Kya Hai -Adsense Se Adhik Paise Kaise Kamaye
Blog post likhte samay har post me adsense ad ke code paste karne se accha hai blog template me adsense ad lagaye jaise sabhi post me advertisement show hogi,
Blogger Ke Sabhi Post Ke Bich (Middle) Me Adsense Ad Kaise Show Karaye
Ye ek simple method hai agar blogger ki thodi bahut coding language ke bare me jankari hai to asani se kar payenge, Agar aap new blogger user hai coding bilkul nahi aati to step by step follow kariye, How to Place Adsense Ad automatically in middle of all the posts in blogger/blogspot in hindi full guideline,
Step 1.
Sabse pahle blogger.com par jaye aur log in kare.
Theme Section par click phir Edit HTML par click kare,
Step 2.
Edit html par click karne ke blogger template codings show hoga apko Ctrl+F key button press karne par search box open hogi,
?Search box me ye code likhe <data:post.body/>
Ye code 1 se 3 jagah dikhai dega apko 2 select kare delete kar de, Uske jagah par niche jo code diya hu paste kare jise properly work karega,