Hello blogger , aaj mai Jo baat aapke sath share karne ja raha hu kaise kare blogger pe kam to acha se successfull ban sakte hai Jab Post ache se padhoge to puri baat samajh aayegi. Jaisa ki meri blog purani nahi hai lekin aap sab ki support ki ojah se traffic bhi bad gayi or earring bhi hona hai, Jaha tak mujhe pata hai ki mai jab blogger pe kam karna start kiya to mere blog par visitor bahut kam aate thi phir bhi mai apna kaam strat rakha or visitor ko ache se ache post karta raha. To maine socha kyo na aapke sath bate share karu kaise kare kaam ki ek kamyab blogger ban sakte hai, Humne 5 tips diya hu successful banane ke liye aap use jarur padhe.
- Youtube video bina software ke kaise download karte hai
- Blogger ke traffic kyo kam hote hai
- Google Plus se traffick banae ka behtrin idea padhe
Kaise Bante Hai Ek Successful Blogger
Maine aksar dekha hai ki logo comment kare hai or puchte rehte hai sir mere blog par visitor bahut kam hai karna kya mere site parday 200 se jade views nahi hoti hai, Humse ab blogging karne ka man nahi kar raha hai kya karu, Sir aap ek din me kitna earning karte hai adsense. To mai aapse kehna chahta hu agar aapko blogger par successful bana chahte hai to kabhi bhi kisi or se tulna nahi karne chahiye ha aapko jo problem hai aap apne se puch sakte ho,
Hum kuch din pahle blogging start kiya to mera bilkul man nahi karta tha kyon ki mehnat karne ke baad bhi mere blog par visitor bahut kam aate the or aa bhi jaye to blogger Google Analytic me 1 mint ka time tha mtlb jitna visitor aate the sab ka avrg nikal diya jaye to meri site par 1 mint se jade visitor rahte the.
Par mai tabhi bhi umeed nahi hari or time nikal kar post karte rahe or aaj timing 6 mint ho gaya hai or visistor bhi ache aate hai,
Blogger Ko Apne par Bharosa Rakhna Kyo Jaruri Hai
?????? ?????? ?? ??? ?? ?? ?????? ?? ??? ?? ???? ??? ??? ????, ??? ?? ???? ??? ????? ???? ??? ?? ??? ?? ???? ??? ??? ?? ?? ????? ,
??? ?? ???? ?????? ?? ?? ????? ???? ?? ??? ???? ???? ?? ?? ???? ?? ????? ???? ????? ?? ??, ??? ?? ?????? ?? ??? ???? ?? ?? ??? ???? ????? ?? ??? ?? ?????? ?? ???? ?????? ?? ?????, ???? ?? ???? ??? ??????? ???? ?? ?? ?? ???? ???? ????? ????? ?? ????? ???? ?? ?? ???????? ?? ?? ???? ???? ?? ???????? ??? ???? ?? ???? ??????? ?? ???? ??, ?? ???? ?? ???? ?? ?? ????? ???? ???? ????? ?? ?? ???? ??z
Sabse badi bar hoti hai apne aap par vishwas rakhna kyunki aaj tak aapke paas ye nahi hoga aap kabhi bhi kamyab nahi ban paoge, kyoki positive soch hi insan ko aage lekar jata hai. Agar ap apne pe bharosa karna seekh jaoge to mostly aap ek success bakty ban jaoge ,
Kaise Kare Blog Me Post Successful Banne Ke Liye
Har koi chahta hai ki hum log me success ban jaye par khas bat hai ke bas hum sochte hi rah jate hai or jo soch ko bahr nikal kar kam karna start kar diya hohi blog me aage bad jata hai, Blog Post me aise keyword use kro jo google search me bahut jade kiya jata h or use keyword ko use kare,
Humne bahut se logo ko dekha kaise ki kahte hai kisi dusare website ke article ko copy kar sakte hai or use edit kare ke apne blog me post kiya ja sakta hai, Ji bilkul aisa nahi kar sakte hai aap jitna original content likhte hai apke ste ka ranking acha rahega or jab ko search karega to chance rahta hai google ke first page par show hone ka,
Kisi or Site Ka Post Kyo Copy Nahi Karte Hai
Dusre post ko copy karna faida to kuch nahi par aap ka nuksan bahut hai, Aisa karne se aap apne aap ko dokha de rahe ho time mehanat sab bekar ja rha hai apke blog ka koi ranking nahi hoga aisa karne se kabhi successful nahi ban sakte ho. Aap kuch hi soch sakte ho ek blogger puri din mehnat karta hai apna post likhne me aap uske site par gaye use copy kiye apne blog me lakar paste kar dete hai, Agar adsense account approved karate hai to oh bhi block ho jayega
Agar content writer ko pata chahe to aap ki site ka complain kar dega or apki site band ho jayegi,
Mera kahne ha me maksad yeh hai aap jo bhi kaam kare or genuine liye original kare Kyunki ki aisa karne se bahut fayde hai or aap blogger par success ban sakte hai
Maine is post me ye bataya hu ki insaan ko apna aap par bharosa rakhna bahut jaruri hota hai jivan me aage badhne ke liye, Tabhi aage badh sakte hai chahe oh koi insan ho, Aapne meri bato ko dhyan se padha hoga to samjh to aayi gayi hogi kaise apna career banaye blogger par, Mujhe pura vishwas hai aap koi jab galti nahi karoge or insaan jab mehnat karta hai to jarur kabhi success ban jata hai,