Latest Tweets

header ads

Website/Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare [Full Gude 2018]

To mai apko is turorial me aapko blogger ke Advance SEO Option (search preference )setting ke bare me information dene ja raha hu .  jiska  madat se  blogger ko SEO (Search Engine Optimization) friendly bana sakte  hai blogger team ne ye feature blogspot blogger ko isliye diya hai taki search engine pe ja kar control ho sake or search robot wohi index kare jo ham chahte hai





Website/Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare [Full Gude 2018]



All hindi me help me ye mere first Guest Post hai mere Website per visit kar sakte hai TechGlobeGuru ummid karte apko post ki jankari jarur pasand Aayegi


jaise kigoogle seo terms ke hisab se aap apne blog post content ko search result me apne anusaar show kar sakte hai but blogspot ke is feature ko use karne se pahle aap ise guide ko acche se padhligiye nahi to aapka blog search engine me index ki jagah de index bhi ho sakta hai to mai yaha jyada bat karna nahi chahta hu bas itna chahte hai ki blogspot advansed seo setting ke bare me bat karunga


to jab bhi aap blogger SEO ke bare me koi article likhte ho to mujhe dar lagta hai ki kahi hamare se koi galt na ho jaye q ki meri ek galti kisi ki life par effect pad sakta hai isliye aapse request karta hu ki post ko dhyaan se padhe or acche se samjhane ke bad hi follow kare.


Blogspot Blog Me Advanced SEO Setting  Enable Kaise kare


Blogspot advanced SEO option blogger ki post me hota hai bas uske liye hame blogger ki setting me jake advanced SEO setting custom robots header tag enable karna padega chaliye iske bare me mai aapko step by step


Blogger Dashboard pe jaye or drop down menu me setting select kare ab search preference par click kare custom robots header tahs samne edit par click kare




SEO


  • yaha jane ke bad yes par click kare
  • save changes par click kare
blogger advanced seo ke all option milega jisme aapko upar diye gayye hai uske anusaar option par click kare yaad rahe aapki ek ek option ki setting acche se samajh kar karni hai q ki aapki ek galat se option select karne se aapko blog search engine se no index ho sakta ahi


Blogspot Advanced SEo Setting Robots Text Meta Tag Redirection Ko Kaise Use Kare

SEO

Search preferences me 3 feauture hai meta tag errors and redirection and crawlers and indexing feautures me 5-6 option hai jaise
  • Description meta tag
  • custom page not found (error 404)
  • custom redirects (redirect any error 404 page on your blog)
  • custom robots.txt
  • custom robots header tag
to chaliye inke bare me details se bat karte hai jisse aap is seo features ko easily use kar sake or logo ki aapke blog ko search karne me helo kar sake

1 Meta Tags Description to meta tag description hai jo search engine me hamare blog ka title ya link search karne par blog name ke niche show hoti hai yaha par ap ye bta sakte ho ki apka blog kis ke  bare me hai or aapke blog par kis trah ki jankari share kiya jati hai is me blog ke bare me only likhh bhi sakte ho


Meta Tags Description  SEO


2 Custom Page Not Found Error 404 page not found problem har blog me hoti hai jab kisi post ya blog ko delete kar dete hai to us samaye visitor ko us post ya blog ko jab open karta hai to use page not found error 404 btata hai isko apne hisab se control kar sakte hai isliye aapko custom page not found me redirection link code add karna padega tab jakar show hoga agar apko redirection code banana nahi aata hai to ap is code ko copy kar custom page not found me go to blogger dashboard>setting>search>preferences>errors and redirections and click on custom page not found or paste kar de

SEO


Agar apka redrict code nah hai to


ye code pest kare



3 Custom Redirects To apni site ke redirect karne ke liye ye feature bahut important karne ke liye bahut important hai agar apke post se koi page ya blog delete ya remove ho gaya hai or  aap chahte hai ki us page ki jagah aap ki visitor dusre page par jaye to aap us page ko new page par redirect kar sakte ho 
SEO 2018


4 Custom Robots txt files Blog ka txt robots txt feature ek most important part hai jisko ap bahut carefully use kare yaha pr sawdhani hati durghatna ghati wali kahani hai to dhyaan se freinds site ke search engine se deindexing ho sakti hai 


5 Custom Robots Header Tags In Hindi Blogspot advanced seo ka ya feature sabse jyada confusing hai custom roblts header tag bahut se blogger ko samajh nahi aata hai but really me ye kaam itna kathin hai ek bar iske optinon ki acchi information ho jaye to ap ise anani se use kar sakte hai jaise ki custom robts header tag me all noindex. nofollow.none.nosnippet.noodp.notranslate.noimageindex or unvailable jaise ki 

  • All  is option ko select karne se seo me apke post ke all content ko index karega or koi effect nahi padega
  • Noindex   seo post ko index nahi kar sakte or na hi search reasult me show karne lagega
  • None  simply noindex nofollow search engine na hai to aapki post ko index karega.
  • Noarchives  search engine apki post ki archives yani tag or category ko index nahi kar sakta
  • Nosnippet  search engine search reasult me aapki post snippet show nahikar sakta 
  • Noodp   search engine post ki meta data ko  index nahi karega post ke bhi words show karega
  • Notranslate  search engine aapki post pe translate offer nahi kar sakta hai 
  • Noimageindex   seo aapki post me kisi bhi image ko index nahi karega 
  • Unavailable After  post ko kuch din bad seo se gide karna chahte hai to uski date par set kare
custom robots header tag ka option har post me hota hai  to ap apne new post likhne time ye features ko  use kar saktw ho  iske uppar main apko yw bata diya hai ki kis par select kar ke hide kar skate hai  Aur ab Asani se use kar sakte hai 

To finally, aap Advanced SEO ko use kar ke apne SEARCH ranking ko sudhar sakte hai  ti ise apka jada traffic increase ho aur apka blog Seccesss hoga.