Hello new youtuber aaj ke iss post me btane wala hu jab hum youtube channel login karte hai uske baad message aata hain Unable to access a Google Product yeh kyo aata hai iska solution kya hain. YouTube se unlimited paisa earn karne ke chakar me youtube privacy policy follow nahi karte hai jiske karan youtube channel temporarily disabled kar diya jata hain. Beginner youtuber online
youtube se earnings karne ke liye kuch galti kar baithe jiske wajah se youtube channel suspended kar diya jata hai without any reason account terminations ho ajate hain. Aaj is post me puri jankari dene wala hun apne youtube channel block ya suspend hone par dusre gmail id se youtube channel manage kaise karte hain.
Inhe Jarur Padhe
youtube se earnings karne ke liye kuch galti kar baithe jiske wajah se youtube channel suspended kar diya jata hai without any reason account terminations ho ajate hain. Aaj is post me puri jankari dene wala hun apne youtube channel block ya suspend hone par dusre gmail id se youtube channel manage kaise karte hain.
Inhe Jarur Padhe
- YouTube Se Paise Adhik Kaise Kamaye - Complete Guide With Video Tutorials - 2017
- How to Add Featured Content Video or Playlist in Hindi Step by Steps - 2016
- YouTube Video Ka Ranking Badhane Ke Top Tips Hindi Me
- How to Make Money on YouTube Hindi Video Tutorials | Earn Money For YouTube
Unable to access a Google Product Kab Massage Aata hain
YouTube privacy ko follow nahi karne par ye message aata hain. Agar kuch din pahle ki baat kare to youtube community guidelines notification bhejta tha but aaj ke time me youtube par koi bhi galti karte hain to Unable to access a Google Product ka notification aa jata hai phir hum laakh kosish kar le us gmail id se login nahi ho payega.
- Kisi dusare ke video ka tag apne video main use karne par.
- Video discription me copyright materials & apne jo video main btaya hain ur discription me kuch or hai.
- Video kuch or title me kuch or rahega to aa sakta hian.
- Video thumbnail ke waja se.
- Copyright music editing karke use karne par.
- Kisi aur ka video apne chanel par edit karke reupload karne par.
- Dusre channel ka description tag Copy Paste karte hain apne video par to youtube scannings karta rahta hain or kuch din me apne channel terminated ho jate hain.
[Tricks No. 1 ] Unable to access a Google Product Ko Kaise Thik Kare
Unable to access a Google Product YouTube Channel ko jo login karte hain to is tarah ka message aa jate hai. Aur us gmail id se youtube channel koi bhi khol nahi pate simple apko youtube ko mail likh kar bheja hota hai.
- Sabse pahle apna gmail id open kare.
- Gmail id open karne ke baad youtube ka message gya hoga usme link hoga us link par Click Kare.
- Ab ek new page open hoga jisme apse kuch information puchega use bharna hain.
- Sabse pahle apna naam likhe.
- Email address jise youtube channel use karte the.
- Contact email id likhe.
- Youtube channel URL jo suspended huaa hain
- Yaha par kuch ward likhe apne channel ke bare kyo block huaa hain. agar apko lagta aap youtube par legal kam kiye hain aur galti se aap ka channel band hua.
- Last Me SUBMIT Kare.
[ Tricks 2] Unable to access a Google Product | Transfer YouTube Channel Ownership To Another Google Account
Action required your google account is temporarily disabled hone par kaise transfer youtube channel another google plus page karte hain.
- Sabse pahle my google account open kariye Click Kare.
- Side me sabse brand account dikhega uspar click kare.
- Ab jo channel block huaa hain uspar click kare (Jaise mera Latest Movies wah block ho gya hain).
- Ab apko Manage account par click karna hain.
- Change roles invite and remove users Manage Permissions Click Kare.
- Ab apka jo youtube channel login hota wah email id likhe.
- Choose role me puch raha kya bnana chahte hain Owner, Manager,Communications Manager.
- INVITE Par Click Kare.
- Manage Channel Manage Permission successfully Ho Jayega
I hope acche se follow karte hai to apka youtube channel recover ho jayega. Aur aap online youtube se earnings phir se start ho jayega. Aur apke us block channel ke sare video views subscriber paise mil jayega. Adhik jankari ke liye video bhi dekhe kaise kiya jata hain recovery youtube channel ownership transfer asani se.