Reliance Jio 4G ke bare oh sab kuch aaj batane ja raha hu jo aap janna chahte hai to post ko ache se padhe, Agar apne aaj tak jio 4g sim card nahi kharida hai to koi bat nahi hum aaaj iss post me batane wale hai jio sim card kaise kharidte hai. Lekin agar aap ye soch rahe honge ki Jio 4G sim kyo kharide to syd apka reliance jio ke offers ke baare kuch pata nahi hoga iske offers sun kar excitement fill karenge or sochenge jali sim card kaise khareide.
Reliance Jio ne sabse pahle FYL Smartphone ke saath hi launch kiya jo 90 day Call. Data.SMS sab kuch free kar diya tha phir samsung mobile ke sath partnership kiya jo user ko ye offers kafi pasand aayi. Phir kuch din bad launch huaa without FYL Mobile Reliance Jio 4G Sim Jo ki sare 4G smartphone me support karta hai.
Reliance Jio ne sabse pahle FYL Smartphone ke saath hi launch kiya jo 90 day Call. Data.SMS sab kuch free kar diya tha phir samsung mobile ke sath partnership kiya jo user ko ye offers kafi pasand aayi. Phir kuch din bad launch huaa without FYL Mobile Reliance Jio 4G Sim Jo ki sare 4G smartphone me support karta hai.
- Free me Mobile me Internet Kaise Use Kare
- Smartphone me Pattern Lock Kaise Set Kare
- Mobile Se Laptop Kaise Connect Kare
- Apne Purane Smartphone Ko 60% Tak Fast Kaise kare
Reliance Jio 4G Kis Kis Mobile Me Support Karta Hai
Agar apko pata nahi hi jio 4g kon-kon mobile me kam karenge to mai kuch company ke naam bata raha hu jo jio ke sath partnership kiye hai.
FYF,SONY,LAVA,MICROMAX,HTC,VIVO,INTEX, GIONEE,SAMSUNG,PANASONIC,LG,KARBONN,VIDEOCON, ,etc agar apke pass is company ka 4g set hai to kaam karega.
Reliance Jio 4G Sim Card Kaise Kharide (Buy now)
Jaisa ki apka pata hoga koi bhi sim lene se pahle id photocopy or 1 photo lgata. Thik usi tarah joi sim le sakte hai apni aria ke reliance store se.
Step .1
- Agar apko pata nahi hai aapke aria me reliance jio office kaha hai to click kare.
- Ab apke samne jio ka official site open ho jayega jaha se jio store locater check kar sakte. Website open kare ke baad search box dikhega jisme apne area ka Pin code ya Location ka naam likh kar search kar sakte hai.
- Ab apko left side me Jio G4 ka office address dikhega jaha jakar aap free me sim card kharid sakte hai.
- Jaise ki maine kuch mobile ka naam bataya hai agar aapke pass hai to apk My Jio Apps apne phone me install karna hoga. My Jio Apps Download Kare
- Apps open kare usme apni detail bhare. Jaise First Name, Last Name, Mobile Number, or send kare to One time Password (OTP) Aap Ke number par jayega or verification ho jayega. Phir location add karna hai ( State or City),
Step 2.
Bar code coupon aayega aap ke phone ke screen par jise aap screenshort kar le ya phir us code likh le kahi. Screenshort ka photocopy or id prof ka copy le kar apne city ke najdik reliance jio office jaye to sim card me mil jayega.
Jo 1 se 2 din me sim chalu ho jayega aur aap iska labh le sakte ho .
Jio 4G New sim card me 3 month tak sab kuch free offers mileage ,High speed data HD voice Calling Video call SMS.
Agar apko Reliance Jio 4 Latest Tariff plan ke bare kuch nahi pata hai janiye iske best offers ke bare me jaane ke liye mera next post padhe.