Latest Tweets

header ads

Google Keyword Ranking Check Kaise Kare [5 Best Website 2017]

Blog/site banane ke baad site SEO karna or Keyword Research ke bare me acchi se jankari honi chahiye, Post likhte keb apko ye dekhna chahiye blog post Google, Bing, Yahoo jaise top search engine me title keyword search karne par apke bog ranking me aata hai, Newbies user bahut galti karte online keyword rank check karne ke liye bahut sri website acche acche internet par uplabdh hai Aur sabse dhayan to google keyword planner tool jisko apko istemal karna chahiye lekin nahi karte hain,  Regularly keyword check karne par benefits bahut jyada blogger user ko milega, Actually blog post jise topic par likh rahe ho usko properly check kare iss topic par monthly kitna search hota hai us topic par search kitna kiya jata hain, 







Google Keyword Ranking Check

Iss post me top 5 website keyword rankings check karne ke liye btane wala hu, Jise apko Website SEO Rankings Position update malum kar sakte hain,   Professional Blogger google keyword rank checker search engine  ya other search engines me post rankings or potions dekhne ke liye keyword rankings checker tools used karta hai, Aisa karne se ek accha ideas mil jata minds me ki iss post me jitna keyword use kiya wah 10 me kitne number par show ho rahi hain, 
Dosto apne website ki position keyword check karna chahte hai to btaye gaye different website link me jakar pata kar sakte hain,

Google Keyword Ranking Check Karne Ki 5 Badhiya Websites

Google keywords rank position check karne se liye sabse badhiya tool ke bare me btane ja raha hu, Lekin blog post likhte time off-page SEO ON page SEO Kya hota hain aur blog ke liye bahut important hai iske bare me pta hona bahut jaruri hai,

5 ?Semrush

Semrush bahut best site hain keyword rankings tool check karne ke liye, Semrush me account banane ke baad kuch extra feature aur mil jayega iis site me overviews dekhe blog post dekh sakte ho Jaise, Organic Research, Site Position,Backlinks, Traffic Analytic etc ke bare puri jankari mil jayega,

SEO Semrush Keyword


Official website par jane ke baad simply apko aur apne blog ki url add karke check kar sakte ho,

4 ?Small SEO Tools - Keyword Rank Checker

Small SEO tools bahut hi acchi website hain online keyword rankings check karne ke liye. Iss site par bahut sare suvidha mil jayegi jaise used karte huye apne blog postion google top search result me laya ja sakta hai, 
 Isme SEO related tool used kar payenge, Jaise  Keyword Position Checker. Google PR Checker. Alexa Rank Checker. Backlink Checker. Website Seo Score Checker etc sari inforamtion ka pata ka payenge,


Small SEO tools


Small SEO Tools me Sari dails fill karne ke aad niche captcha button par check kar aur submit kar de.


3 ?Searchenginegenie

Searchenginegenie simple good lookings site hai aur aur isme user bahut hi aasani se keyword rank check kar sakte hai,  Google Position Checker Tool.Google Rank checker SEO Statistics Backlink  etc 100 e adhik web tools milega, Sabse best tricks isko usek karte huye blog post keyword rankings 1 mint me pata kar payenge ki apka blog google me kitne number page par show hoga, Blog keyword organic search engine optimization (SEO) Analytics statistics basic tools ki madat se rankings checks kar payenge,
google keyword ranking checker tools free



Searchenginegenie ke official website par jane ke baad apne blog post ka keyword rankings check karne ke liye apna site ka naam likhe,Phir jo keyword check karna karna hai wah likhne ke baad uska location likhe aur submit kare report mil jayega,

2 ?SEOCentro

SEO Centro Keyword Rank Checker Se aap blog ka post keyword ki ranking aur use related others keyword ke bare me pata kar sakte hai, Google aur Yahoo ka result dikhayega jaise mera keyword hain kiya paise kaise kamaye to dakhe sakte ho search engine google me 31 rank mila hain aur yahoo search engine me 8 isse anuman laga sakte hain,
seo 2017-18

Online SEO tools articles pagerank check positioning history pata kare free me, Iske liye sabse pahle SEOCENTRO ke website par jaye, Keyword domain name likhne ke baad submit kare,


1 ?Coderduck

Coderduck Free Keyword rank checker Position Check karne ke liye acchi site hai, Multi keyword google search ranking ke liye acchi hai, Is website me bahut aise tools hain jise site ki puri kamaiya ko thik kar sakte, 
Coderduck  No.1 par is liya rakha hu ki agar apka blogger par ya wordpress par site hai to bahut hi asani se keyword rank check kar sakte ho sath hi diye gai tools ki madad se blog optimization puri trah kar payenge, 
Example,  Site SEO score checker.  Google Snippet optimizer. Keyword Suggestion. Post Article density checker aur same word counter
Sabse Pahle iss coderduck site visit kare Phir blog url aur keyword likhe check potions me aap 50 rakh kar dekhe kya score mila aapke site ka,

SEO Tools

Finally SEO se related hai top post hain google keyword ranking kaise dekhte hain, Sabse badhiya tarika blog ki post ko google ke home page par lane ke liye acche keyword used karke blog traffic badha sakte hai, 

I Hope Apko Ye Post Kafi Helpful Lagega Post Ko Share Kare! Koi Bhi Problem Hone Par Comment Kare, Thank You